Ek entrance thi...
Ek candidate tha...
Kya craze..kya hype...kya competition tha..
Ek candidate tha...
Kya craze..kya hype...kya competition tha..
Ek open mock di..
Score decent aye..
Phir asha ki kiran dikhi..
Bas wat ki shurvat hui..
Score decent aye..
Phir asha ki kiran dikhi..
Bas wat ki shurvat hui..
Nostalgic ho gaye tum kahan...
Sun ke ye dastan..
Log hairan hai kyun ke anjan hey..
Sun ke ye dastan..
Log hairan hai kyun ke anjan hey..
Cat ki woh gali..
Baat jiski chali..
Us gali mein..
Mera scores ka thikana na raha ..
Baat jiski chali..
Us gali mein..
Mera scores ka thikana na raha ..
Ek entrance thi..
Ek candidate tha..
Ek candidate tha..
Uss cat ne aisa nocha..
Hamesha pattern badla..
Yeh formula, woh short cut..
Kuch kam ke nahin..
Fir bhi asha thi..
Ek section strength tha..
Hamesha pattern badla..
Yeh formula, woh short cut..
Kuch kam ke nahin..
Fir bhi asha thi..
Ek section strength tha..
Baat kuch aur thi..
CAT harmkhor thi..
Uske questions mein chupi..
Applications ki khichdi thi..
9th 10th syllabus ka sirf..
Ek bahana tha..
CAT harmkhor thi..
Uske questions mein chupi..
Applications ki khichdi thi..
9th 10th syllabus ka sirf..
Ek bahana tha..
Bewafa CAT ne..
Apne strong section se..
Aisa dhoka kiya..
(aisa dhoka kiya) (dhoka dhoka)..
(aisa dhoka kiya) (dhoka dhoka)..
Aisa dhoka kiya..
Negative sectional diya
(dhoka dhoka dhoka) (dhoka dhoka dhoka)..
Negative sectional diya..
Apne strong section se..
Aisa dhoka kiya..
(aisa dhoka kiya) (dhoka dhoka)..
(aisa dhoka kiya) (dhoka dhoka)..
Aisa dhoka kiya..
Negative sectional diya
(dhoka dhoka dhoka) (dhoka dhoka dhoka)..
Negative sectional diya..
Mar gaya woh jawan..
Mar gaya woh jawan..
Ab suno dastaan..
Udhar leke kahin se paise bhare AXIS mein..
Phir woh pahucha wahin ..
Josh naya tha abhi..
Strategy bhi thi nayi..
Saamna jab hua..
Phir wahi sab hua..
Uska yeh ego trip tha..
Uska yeh ego trip tha..
Canditate ko ego apna marna tha!!!
Mar gaya woh jawan..
Ab suno dastaan..
Udhar leke kahin se paise bhare AXIS mein..
Phir woh pahucha wahin ..
Josh naya tha abhi..
Strategy bhi thi nayi..
Saamna jab hua..
Phir wahi sab hua..
Uska yeh ego trip tha..
Uska yeh ego trip tha..
Canditate ko ego apna marna tha!!!
shakespearean tragedy poem, one more person victim of cat...
ReplyDelete@Yayaver: There are lot of victims ....but its just that some are bold enough to accept..... [:-)]
ReplyDeletethat one was a good one....
ReplyDeletesame happened with me also :)